Motivational Status In Hindi 2020

Motivational Status

"Musibate kitne bhi badi kyun na ho
lekin yaad rakhana
apke hosle ke aage hamesha choti hi hoti h"


"Rah chalte muskil se muh mod lene se
muskilen bhagati nahi h bas kuch time ke liye tal jati h
isliye samna karo" 

"Musibaten ka samna karne se badi
badi musibate apke samne ghutne tek degi
bas apka hosla buland hona chahiye"

"Kush rahne to khuda ki meharbani hai
har kisi ke samne apne raaj khol dena 
ye kaha ki samajhdaari hai" 

"Janaat ho ya  jahnnam ek na ek din jana hi hota h
nirbhar tumhare karmo par karta h
ki tumhe jana kaha h"

"Nasha karna galat nahi h
lekin nasha ka gulam hona 
galat h
isliye shouk rakho lat nahi"
jsfghsdf

"Andhere me rahna galat nahi h
andhere se kuch na sikh pana galat hai 
kyuki andhere me rahna wale ko khoj lena asaan nahi
lekin andhere me rah ke ujale me rahne wale ko khojna asaan hai"

"Vakt rahre udne ki khwahish chod deni chahiye
kyuki aasmaan me parinde udte h insaan nahi"


"Chunautiya kitni bhi badi kyu na ho uska samna karna chahiye 
kayaro ki tarah muh mod lene bas nakamyabi hi milti"



Comments