Inspirational qoutes of life - Coronavirus stay hame stay safe


Inspirational qoutes of life

"Har vakt khud ki tarif karna acha nahi hota lekin
Janha tarif honi chahiye wanha chup rahna acha nahi hota"

"Khush rahna to khuda ki maharbani hai
Har kisi ke samne raaj khol dena 
ye kaha ki samjhdaari h"

"Jo khud jalta h wo aksar
Dusro ka bhala karte h
Isliye kisi se bina jale 
uska bhala karna chahiye"

"Udaan kitni bhi unchi bharlo lekin jami
Par rahne walo ko nicha nahi samjhna
Chahiye kyuki bure vakt bure halaat sabke hote hai"

"Musibate kitni bhi badi kyun na ho
Lekin ye yaad rakhna
Apke hosle ke aage hamesha chhoti hoti h"

"Tum achhe ho ye kisi ko batane ki ya dikhane ki jarurat nahi
Bas thoda intzar karna apki acchai hi apko sabit karegi"

"Khamoshiya sab kuch bayan nahi karti
Kabhi kabhi juban se bayan karni padti h"

"Manta hun tum kuch nahi kah paye
Lekin apki muskaan kafi kuch kah gaye"

"Jab kabhi aage badna ka rasta nazar na aye to
Upar wale ko yaad karna manzil bhi nazar ane lagegi"

More posts click here

Comments