Keral: hathini ki mout aur insaano ka bharosa | keral , pregnant hathini

Insaan bana jaanwar | इंसान बना जानवर 😥😥

Aaj mujhe wo kavita yaad aa gyi jise
 kabhi sun ke maine ek pal ke liye insano ko galat thaharaya tha.
Aur is kavita ko anand bakshi ji likha tha mohmmad rafi sahab ne gya hai.

Lekin mera galat thaharana aaj sach sabit kar diya mere desh ke kuch logo ne
aaj janwaro kyu insano par bharosa kare
Aisi koi ek wajah bhi nahi chhodi in logo ne
jra ek baar aap is kavita ko pade aur comment me bataye ki anand ji is kavita ko inhone kyu likha hoga.

Aaj insano ne fir ek maa ke bete ko paida hone se pahle hi mara
😭😭😭😭

Main jyada kuch to nahi kahunga lekin ek baar apne sacche dil puchna kya sahi aur kya galat hai.
🙏🙏🙏🙏


" Nafrat ki duniya ko chhod ke Khush rehna
 mere yaar
Nafrat ki duniya ko chhod ke Pyar ki duniya mein khush rehna mere yaar

Nafrat ki duniya ko chhod ke Pyar ki duniya mein khush rehna mere yaar
Is jhooth ki nagri se tod ke Naata ja pyare Amar rahe tera pyar
Khush rehna mere yaar

Jab jaanwar koi insaan ko maare
Jab jaanwar koi insaan ko maare
Kehte hain duniya mein wehshi use saare
Ek jaanwar ki jaan aaj insaano ne li hai
Chup kyun hai sansaar
Khush rehna mere yaar

Bas aakhiri sun le ye khel hai apna
Bas aakhiri sun le ye khel hai apna
Bas khatm hai saathi ye
khel hai apna

Ab yaad mein teri Beet jaayenge ro ro
ke din chaar
Nafrat ki duniya ko chhod ke Pyar ki duniya mein
khush rehna mere yaar Khush rehna mere yaar.

Comments