Karma special qoutes.
Alasya nakmi hansil hone ki sabse badi bajah hai.
Abhi kar dunga thodi der me karta hun
Sham ko karta kal kar dunga
Ganta kuch kar paoge
Agar aise hi talate rahoge to.
Karm to har koi karta hai
Lekin karm ka fal sabka meetha nahi hota
Kyu..?
Kyuki karm ke sath loyalty bhi honi chahiye.
Karm sabka apna apna hota hai
Fal bhi sabko apna apna milta hai
To fir dusre ke karm ko dekh kar use bura bhala kahne ki wajah apne karm ko dekho.
Karm achhe se karo aur apni soch ko bhi acha banao
Tab duniya bhi acchi lagti hai
Aur yanha ke log bhi.
Karm kabhi chhota nahi hota
Aisi chhoti soch rakhne wala
Insan chhota hota hai.
Karma hi decide karta hai Tumhara future kaisa hoga.
Thanx to all my dear friends to read this quotes
And
Comment
Like
Share
Subscribe
Guys
๐๐๐๐
Support me dear friends
Comments
Post a Comment
Write your comment.
.
.
Hope You Like It